ShareChat
click to see wallet page

Is video mein Dr. Israr Ahmed (R.A) ne nihayat hi khoobsurat andaz mein Islam aur Iman ke darmiyan farq ko wazeh kiya hai. Hum aksar kalma padh kar khud ko momin samajh lete hain, lekin Quran ke mutabiq asal Iman wo hai jo dil ki gehraiyon mein utar jaye aur phir kabhi shak ki gunjayish na rahe. #🕌मस्जिद 🤲 #🤲क़ुरान शरीफ़📗 #🤲अल्लाह हु अक़बर #✍️रमजान शायरी और कोट्स🤔💭 #islam

695 ने देखा
18 दिन पहले