ShareChat
click to see wallet page

इतना घूमते रहते हो, मज़ा आता होगा? 😅 Par sirf ek driver hi jaanta hai ki yeh ghoomna nahi, zimmedari hai. Hum safar nahi kaat rahe, hum ghar chala rahe hain. Hum maza nahi kar rahe, hum mehnat kar rahe hain. Chahe koi bhi mushkil kyu naa ho!! 👉 पहाड़ों के खतरनाक रास्ते 👉 घंटों का ट्रैफिक 👉 जंगल में खुद खाना बनाना 👉 दिन-रात बिना रुके सफर Har us driver ko salaam jo din-raat sadkon par rehkar apna farz nibha raha hai. 🚛 #Truck #truck driver #🎥WhatsApp वीडियो

631 ने देखा
2 दिन पहले