Kabhi kabhi kundali me kuch placements aise hote hain jo insaan ko pyaar me warrior bana dete hain.
7th house me Mars ya Venus-Mars ki yuti ho to insan apne partner ke liye duniya se bhi ladne ko ready ho jata hai.
Par sawal ye hai…
yeh pyaar hai ya junoon? ❤️🔥
Kayi baar Scorpio influence ya strong Mars relationship ko intense, possessive aur extreme bana deta hai.
#✡️ज्योतिष समाधान 🌟 #❤️जीवन की सीख
Aapki kundali me Mars kis house me hai?
Comment me Mars ka house ya Venus-Mars conjunction likho, main bataunga aapka love nature kaisa hai. #✡️सितारों की चाल🌠 #✋हस्तरेखा शास्त्र🌌 #💫राशि के अनुसार भविष्यवाणी