ShareChat
click to see wallet page

Chin pe hair aa jaate hain... aur lagta hai sirf mere saath hi ho raha hai🥲 Roz pluck karo roz wapas aa jaate hain PCOS mein ye normal hai. Ye laziness ya hygiene issue nahi... hormones ka effect hai. You're not alone❤️ #💪हेल्थ & स्किन केयर🌿 #🔖वुमेन हेल्थ टिप्स #👩‍🦱 हेयर प्रॉब्लम ट्रीटमेंट 👨‍🦱

679 ने देखा