ShareChat
click to see wallet page

#LAYLATUL QADR POSTS ✨ Lailatul Qadr Ki Dua: Hazrat Aisha R.A Se Riwayat Hai Maine Pucha Ya RasoolAllah(ﷺ) Agar Main Lailatul Qadr Paalun To Konsi Dua Parhun? RasoolAllah(ﷺ) Ne Farmaya: اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي 'Allahumma Innaka Afuwwun Tuhibbul Afwa Fa'fu Anni Ya Allah Tu Maaf Farmane Wala Hai, Maaf Karna Pasand Karta Hai, Lihaza Mujhe Maaf Farma. (Ya Allah Hamaari Duaein Qabool Furma Aur Hamaari Zindagi Mai Sukoon Aata kr (Aameen)...!या अल्लाह, रमज़ान रुखसत होने से पहले हम सबके हर गुनाह को माफ़ कर दें। आमीन🤲 Aye ALLAH Hame Tamam Aafaton Aur Musibaton Se Hifazat Farma Aur Hame Shukar Guzar Bandon Me Shamil Farma Aur Hum Sabko Nek Hidayat Aata Farma Ameen Summa Ameen 🤲🏻

1.2K ने देखा
1 दिन पहले