ShareChat
click to see wallet page

. Ya Allah hamare gunahon ko maaf farma 2. Ya Allah hame Lailatul Qadr ata farma 3. Ya Allah hame kaamil imaan aur poori hidayat ata farma 4. Ya Allah kalma-e-tayyaba zubaan par jaari farma 5. Ya Allah poore Ramzan ki rehmat aur barkat ata farma 6. Ya Allah hamare dilon ko ikhlaas ke saath deen ki taraf pher de 7. Ya Allah apne qahar aur azaab se bacha 8. Ya Allah jhoot, gheebat aur takabbur se hifazat farma 9. Ya Allah hamare sagheera aur kabeera gunah maaf farma 10. Ya Allah hume ek lamhe ke liye bhi duniya ke hawale na kar #dua

547 ने देखा