Subhan Allah aj TAAQ RAAT hai 25ramzaan Kareem ki shab mauqa bar bar nhi Milta apne pareshni dure krna hai Allah rub ul alameen ko Manalo Ghafil ki Allah Khud madat nhi krta mauqa miljate jara BAQSHSIH MAGFIRAAH nhi karalere khudara bht bura Anjaam hai dunya aakhiraah me qamiyab Hona hai Laiul qadr ko Dhoonlo Allah ko manalo Qamayabi pakki in sha Allahया अल्लाह, रमज़ान रुखसत होने से पहले हम सबके हर गुनाह को माफ़ कर दें। आमीन🤲😔Lailatul Qadr Ki Dua: Hazrat Aisha R.A Se Riwayat Hai Maine Pucha Ya RasoolAllah(ﷺ) Agar Main Lailatul Qadr Paalun To Konsi Dua Parhun? RasoolAllah(ﷺ) Ne Farmaya: اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي 'Allahumma Innaka Afuwwun Tuhibbul Afwa Fa'fu Anni Ya Allah Tu Maaf Farmane Wala Hai, Maaf Karna Pasand Karta Hai, Lihaza Mujhe Maaf Farma. (Sunan Ibn Majah) #LAYLATUL QADR POSTS ✨

10K views • 4 months ago
00:00
00:34

#LAYLATUL QADR POSTS ✨ #laylatul qadr ki dua یا اللہ سب کو یہ رات اور عبادات نصیب فرما آمین 🤲🕋Alvida Ramadan 🌙 Ya Allah 🤲 Agar is Ramadan mein hamari ibadat kam reh gayi ho toh apni rehmat se qubool farma. Jo gunah humse jaankar hue aur jo anjaane mein ho gaye… sab ko maaf farma de. Is Ramadan ko hamare liye maghfirat aur najat ka zariya bana de. Hamare walidain, ghar walon aur doston par apni rehmat ka saya rakh. Aur hume agla Ramadan bhi imaan aur sehat ke saath naseeb farma. Ameen 🤍 . . . #muslim

1K views • 4 months ago
00:00
00:31