Kab samjogi Mujhe Yaar tu..... Jindagi bit rahi hai..Aaj 40 ka honewala hu. Kal 50 aur useke bad.... Jindagi tumhare bina jeena mushkil hota ja raha hai. I understand asan nahi hai but socho utna mushkil bhi nahi jitna tum samaj rahi ho....Pyar hai to hai na.... Jo Tumhara tha wo aaj tumhara holebhi tumhara na ho yeah ahsas bahot dard deta hai yaar....Tere kuch waktpe mera haq ho....Yaad karnekeliye kuch aisi unforgettable yadein ho to intezar asan ho jata hai yaar... But shayad mere hisse me Tu hai hi nahi.... Kyunki tu chahati nahi ki main....😭😭 #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस