ShareChat
click to see wallet page

AIMIM sirf waadon ki siyasat nahi karti, yeh hamari awaaz, hamari pehchaan aur hamara bharosa hai. Aaiye hum sab milkar ek mazboot faisla lein aur patang🪁 ke nishaan par vote dekar apni aane wali naslon ka mustaqbil roshan banayein.” Tandur ki har aurat ki awaaz — AIMIM ke saath 💚🪁 Vote for Kite 🪁💚 #🌟Mega Star Season 4🤩

509 views