Azadi ??
Kehte hain hum azaad hain.
Par ye laal patti, ye bandh zubaan, ye jhuki hui nazar, aur har kadam pe uthne wale sawal... ye sab kya hai phir?
Azaadi ka matlab sirf desh ki sarhad tak nahi hota.
Woh us ghar se shuru hoti hai, jahan ek ladki bina ijazat apne faisle le sake, bina dar ke apne sapne jee sake.
Jab tak woh azaad nahi, tab tak ye jashn adhoora hai.
#BetiyonKiAzaadi
#contentviral#penart#viralreels#IGGrowth
#🫡भारत के स्वतंत्रता सेनानी🧡🤍💚 #🫂भारतीय होने पर गर्व🫡 #🇮🇳मेरा भारत, मेरी शान #🤖नेक्स्ट जेन AI इंडिया💻💽 #😲भारत: पहले और अब🤔📊
(Independence day, woman's safety, Azadi, justice, penart, india, society, niche, algorithm)