Bhagwaan Shiv ne Maa Sati se prem kiya — ek aisa prem jo na kabhi khatam hua, na kabhi kam.
Maa Sati ne apni jaan de di, aur Bhagwaan Shiva mein naa koi krodh tha, na shikayat — sirf ek gehra sannata.
Waqt beet gaya, janam badla, Maa Sati ne Parvati ke roop mein janm liya…
aur Shiv ji ne pehchan liya, bina ek shabd kahe.
Unke liye prem na moh tha, na bandhan bus tha ek atoot vishwas.
#shiv #mahadev #parvati #srimandir