Hazrat Hanzala R.A Ko Farishton Ne Ghusl Diya 😢✨Description:
Kya aap jaante ho?
Hazrat Hanzala ibn Abi Amir woh Sahabi the jinhe shahadat ke baad farishton ne ghusl diya tha.
Jang-e-Uhud me unhone Allah ki raah me apni jaan qurban kar di. Prophet Muhammad ne farmaya ke maine farishton ko unhe ghusl dete dekha.
SubhanAllah ❤️
Ye kahani har Musalman ke iman ko mazboot karti hai.
#HazratHanzala #IslamicStory #Sahaba #IslamicStatus #JangEUhud #ShareChatIslamic #islamic