Jamalpur mein aaj se 5 saal pehle maine apne Sadar ki aankhon mein aansu dekhe the. Maine unhein aap sab ke saamne guzarish karte hue dekha tha ke Majlis ko mazboot karo. Aaj phir wahi paighaam lekar aaya hoon—AIMIM ko mazboot banaiye.
— Mohammed Majid Hussain Sahab, Ahmedabad (Gujarat) Address #🇮🇳قومی جانکاریاں📰