Mere har choti badi pareshaniyo Ka woh hisaab rakhti hai... Woh chup reh kar bhi mere Har sawal ka jawaab rakhti hai... Naa jaane kitne dhoke sahe Hai unse magar fir bhi meri Har galtiyaa bhula kar woh Mere khaatir rubab rakhti hai.... Woh mujhse khwaab rakhti hai... Mai Mehnge Kapdo Me Bhi Acha Na Dikhu Magar Woh Saade Kapdo Me Bhi Laa-Jawab Lagti Hai... Meri maa dil me kayi dard dabaye Mujhe sabse be-naqaab rakhti hai... Mere har choti badi pareshaniyo Ka woh hisaab rakhti hai...
Shayad khush ho mere sath woh Yaa shayad naa-khush ho Meri har baat par woh Magar mere liye apne dil me Pyaar be-hisaab rakhti hai... Mai kuch naa bhi ban paau par
Woh chup reh kar bhi mere Har sawal ka jawaab rakhti hai... #💗اظہارِ محبت❤️
3K views•1 months ago
00:00
00:11
#🤪राजनीतिक jokes #❤️Love You ज़िंदगी ❤️ #💞दिल की धड़कन #⛈️हैप्पी मानसून Status🥰 #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस