ShareChat
click to see wallet page

Kashi ka yeh nazara dekh kar dil ko sukoon aa jata hai yaar ❤️✨ Ganga pe suraj ugta hua, ghats ki shanti aur bansuri ki awaaz… Jaise Mahadev khud aa ke bol rahe ho – “Beta bas yahin ruk ja” 🤌 Banaras hai hi aisa… ek baar aaoge toh dil wahi reh jayega ❤️ #📜 Whatsapp स्टेटस #🤟 सुपर स्टेटस #😍खूबसूरत पर्यटन स्थल🏝 #🛕मंदिर दर्शन🙏

702 ने देखा
7 दिन पहले