❤️ Imaandari abhi bhi zinda hai…
Jahangir ko dukaan mein ek bag mila, lekin unhone usse khol kar tak nahi dekha 🤲
Pehle maalik se poocha ki bag mein kya hai, phir unhi se bag khulwaaya 💎💰
Aur poora samaan imaandari ke saath wapas kar diya 🤝
Aise log hi insaaniyat ko zinda rakhte hain 🌍❤️
#💞دعا میں یاد رکھنا 🤲🏻