Hyee ye barish 🙈🌧️ iske sath chai ☕❤️ or chai ke sath pakode😋🧆🥯 Or in sab ke saath dost👭🤝🥰😂 jab ek sath mil jate h to maja duguna ho jata hai😇 Jaise chai chaipatti ke bina adhuri hai,, jaise pakode bin besan ke adhure,,, waise jiwan doston k bin bilkul adhura h 🥴 Hamesha mahadev ki 🕉️ abhari rahungi ,, jinhone aise dosto se milwaya 🥰 Jinke sath dukh 0, or khushi 100 guna badh jati hai😍🥰🤩 Jinse bat karne se hi sab accha ho jata hai,, dil khush ho jata hai😊 Tension jaise chu manttr ho jati h,,, 👉🏻😂tum sab,, ha tum sab hi😂 Hamesha aise hi sath rehna🤗 Bhale roj bat na ho,, pr sath hmesha aise hi bnaye rakhna🤝❤️ Thank u mahadev ji ka🕉️🙏 Or thanks tum sb ka,, mere jivan m aane k liye or mujh jaisi pgl😆😇ko itna jhelna k liye🙈 likhne ko bhut kuch h 🤭 pr ye chai pakode thande ho jayenge 😖😒 Is liye jaldi aao😜 or sabse ja pakode khao😃 Jo sabse der m ayega ,, usko bachi hui sirf chatni hi milegi 😜🤣🤣🤣 @🇮🇳Miss Chocolate🇮🇳 @जमींदार जा8ni 😊🤗 @"RAHI"तुम्हारी शायर @Chhotu🫰🏻 @꧁🌸𝐊𝐮𝐫𝐤𝐮𝐫𝐞🌸꧂ #👫 दोस्ती-यारी

941 views • 2 days ago
00:00
00:14

#🌷शुभ सोमवार #🌞 Good Morning🌞 #🌞 सुप्रभात वीडियो #🤗शुभकामनाएं वीडियो📱 #🌞सुप्रभात सन्देश

313K views • 16 days ago
00:00
00:13