“Zyada sochna dil ko thaka deta hai…
jab ke dua rooh ko zinda kar deti hai.
Har masla ka hal tumhari soch mein nahi,
balke Allah par yaqeen mein hai.
Jab raaste mushkil ho jaayein,
jab dil bhar aaye,
jab samajh na aaye kya karein —
bas haath uthaao, dua maango aur Allah par chhor do.
Woh behtar jaanta hai, woh behtar karta hai.
🕊️ Tawakkul woh taqat hai jo na tootne deti hai.
🤍 Sabr woh roshni hai jo andheron mein bhi raasta dikha deti hai.
— #allah ka zikr krte rha kro#Only Allah se mango, #Ramzan magfirat ka mahena hai#ASHRA E MAGFIRAT.....🤲🥺#Allah hum sab ki magfirat fermaye