ASHRA E MAGFIRAT.....🤲🥺

151 Posts • 290K views
#🌹alwida🌹 jumma 🌹mubarak 🌹 #alwida alwida mah e ramazan #ASHRA E MAGFIRAT.....🤲🥺 #Ramzan alwida Jumma Mubarak Ramadan ke baad bhi agar hum Shawwal ke 6 roze rakh lein… toh yeh ibadat ka safar aur bhi khoobsurat ho sakta hai. . . [Ibadat, Shawwal, Ramazan]𝐀𝐲𝐞 𝐌𝐚𝐡𝐞 𝐑𝐚𝐦𝐳𝐚𝐧 𝐓𝐮𝐣𝐡𝐞 𝐊𝐚𝐢𝐬𝐞 𝐀𝐥𝐯𝐢𝐝𝐚 𝐤𝐚𝐡𝐮🥺🌜 𝐓𝐞𝐫𝐞 𝐒𝐚𝐭𝐡📿 𝐆𝐮𝐳𝐚𝐫𝐧𝐞🤲🏻 𝐖𝐚𝐥𝐚 𝐌𝐞𝐫𝐚 𝐇𝐚𝐫 𝐋𝐚𝐦𝐡𝐚 𝐄𝐢𝐝🧕😉 𝐉𝐚𝐢𝐬𝐚 𝐇𝐚𝐢💚❤️ 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 . .
1133 likes
416 shares
Alwada alwada mahe ramzan 🥺jab Gujar jayenge maah 11 Teri amad ka phir sor hoga pr kay Bharosa meri zindagi ka alvida alvida mahe Ramadan-🥹Alvida Ramadan 🌙 Ya Allah 🤲 Agar is Ramadan mein hamari ibadat kam reh gayi ho toh apni rehmat se qubool farma. Jo gunah humse jaankar hue aur jo anjaane mein ho gaye… sab ko maaf farma de. Is Ramadan ko hamare liye maghfirat aur najat ka zariya bana de. Hamare walidain, ghar walon aur doston par apni rehmat ka saya rakh. Aur hume agla Ramadan bhi imaan aur sehat ke saath naseeb farma. Ameen 🤍 . . . #muslim #ramadan #ramzan #love #life #alvidamaheramzan #ASHRA E MAGFIRAT.....🤲🥺
68 likes
18 shares