ShareChat
click to see wallet page

Alwada alwada mahe ramzan 🥺jab Gujar jayenge maah 11 Teri amad ka phir sor hoga pr kay Bharosa meri zindagi ka alvida alvida mahe Ramadan-🥹Alvida Ramadan 🌙 Ya Allah 🤲 Agar is Ramadan mein hamari ibadat kam reh gayi ho toh apni rehmat se qubool farma. Jo gunah humse jaankar hue aur jo anjaane mein ho gaye… sab ko maaf farma de. Is Ramadan ko hamare liye maghfirat aur najat ka zariya bana de. Hamare walidain, ghar walon aur doston par apni rehmat ka saya rakh. Aur hume agla Ramadan bhi imaan aur sehat ke saath naseeb farma. Ameen 🤍 . . . #muslim #ramadan #ramzan #love #life #alvidamaheramzan #ASHRA E MAGFIRAT.....🤲🥺

2.3K ने देखा
24 दिन पहले