ummatenabi
1.2K views
Ramzan rehmat, maghfirat aur jahannam se nijaat ka mubarak mahina hai 🌙✨ Yeh mahina apne nafs par qaabu paane, sabr seekhne aur Allah ﷻ ke qareeb hone ka best mauqa hai. Ramzan mein ki gayi har ek neki ka ajr kai guna badh jaata hai, aur har dua qubooliyat ke zyada qareeb hoti hai 🤲 Is barkat wale mahine ki qadr karein, namaz, roza, tilawat aur ibadat mein mashgool rahein, aur apne aakhiraat ki tayyari karein 🕋 #ummatenabi #iman #islamic #islam Aise hi khoobsurat, heart-touching Islamic content ke liye 👉 WhatsApp Channel *ummatenabi* ko Subscribe / Follow zaroor karein 🤍