***Tumhaare faisle ko ham salaam karte hain
Tumhaare Mana ko ham swikaar karte hain***
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
***.................................Ciunils............................***
Tumne kaha tumhe samay chaahiye Tha
Ham par bharosha karne ka saboot chaahiye Tha
Hamne kaha bhi tha ki ant tak intzaar karenge
Par fir bhi tum raazi nahi huye
Ham ye nahi kah rahe ki tumne dhokha diye
Ham ye bhi nahi chaah rahe ki tum abhi Maan jao just abhi hi
Par sach mein hame lagta hai
Ayesa lag raha hai Batein thodi thodi honi chahiye
Didaar Tumhaara hame hota hi rahe
Han maana tum hame yaad ho
Haqikat mein sapno nazar aate ho
Par fir bhi ye kaafi nahi
Hame abhi bhi lagta hai Tum hame apna maante hi nahi
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
***.........................................Ciunils..........................................***
#Ciunils #💔मरीज-ए-इश्क❤ #🖋कहानी: टूटे दिल की💔 #💝 इज़हार-ए-मोहब्बत #💔 हार्ट ब्रेक स्टेटस