Aap tamaam ko Eid-ul-Adha ki purkhuloos mubarakbaad.
Allah Ta'ala hum sab ki qurbaniyo'n ko qubool farmaye. Sath hi humein Hazrat Ibrahim (A.S.) aur Hazrat Ismail (A.S.) ki qurbani ko yaad rakhne aur us par amal karne ki taufeeq ataa farmaye.
Allah har ghar mein khushiyan, sukoon aur barkat ata farmaaye.
Har dua qubool ho aur har din khushiyon se bhara rahe. 🤲🌸
#eidmubarak #happyeid #festival #allah #coachmohdirshad