Aankhon se kajal saaf chura liya gaya,
ya phir chor bula kar bithaye gaye —
pata hi nahi chala.
Tu kehta hai neend hai,
par sach ye hai ke
ye maut ka nasha hai.
Sona har baar aaram nahi hota,
kabhi kabhi
sona zehar ban jaata hai, o pyaare.
Jab ghalat waqt par sona aadat ban jaaye,
toh jangal ka raaj shuru ho jaata hai —
jahan hosh nahi, sirf nuksaan hota hai.
Ye reel sirf dekhne ke liye nahi,
samajhne ke liye hai.
🤍
Agar baat dil ko lagi ho,
toh share zaroor karna.
#🥰میرا سٹیٹس ❤️ #💞دعا میں یاد رکھنا 🤲🏻 #👨🏻🏫لوگوں کے لئے سیکھ🧑🤝🧑