हजरत_अली_के_अनमोल_वचन

Islamic girl
3.9K views
22 days ago
हज़रत अली (र.अ.) ने फ़रमाया: जैसे तुम अमल करोगे, वैसी ही आदत बनेगी। जैसी आदत होगी, वैसी ही सीरत बनेगी। और जैसी सीरत होगी, वैसी ही किस्मत मिलेगी। 🌙💫 इसलिए अपने अमल को बेहतर बनाओ, क्योंकि वही तुम्हारा भविष्य तय करते हैं। ✨ #हज़रत_अली #इस्लामिक #🌙इस्लाम धर्म🕌 #🤲अल्लाह हु अक़बर #🤲 इबादत
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
904 views
2 months ago
New Golden Taaj of Zarih E Muqaddas ❤️Opening Ceremony at Holy Shrine of Amir Ul Momineen Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihisalam Najaf, Iraq. Imam Ali Alaihisalam Ke Haram Ki Zarih E Muqaddas Jisme Aapki Mazar E Aqdas Hai Us Zarih Ke Taaj Gumbad E Aqdas Ka Kaam Jo 2 saal Se Chal Raha Tha uske Muqammal Hone Par Aiwan E Imam Ali Alaihisalam Mai 6 Shaban Ki Shaam Ko Iftetahi Taqreeb Huwi... The New Golden Gumbad Taaj With Kalas And Saqf Zarih E Imam Ali Alaihisalam Najaf Al Ashraf Iraq. Holy Shrine of Amir Ul Momineen Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihisalam #Najaf #iraq Assalamu Alaika Ya Ameer Ul Mumineen Khalifa Tul Muslimeen Maula E Kainaat, Akhi E Mustafa, Washi E Mujataba, Lakhte E Dile Fatima Binte Asad, Farzand E Abu Talib, Zauj E Sayyeda Fatimah Zahra, Abul Hasan Wa Hussain, Walid E Sayyeda Zainab O Umme Kulsoom, Jadde Aimmah E Ahle Bait, Asadullah Aynullah Wajhullah Noorullah, Asadullahil Ghalib Shahe Mardan Shere Yazdan Kuwwat E Parwardigar, Sayyedina Wa Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihisalam . . . . Follow for More #❤️अस्सलामु अलैकुम #हजरत अली
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
1.1K views
2 months ago
4th Shaban Youme Wiladat E Abbas As Mubarak 💚🌹❤️🎇🎉👑 Shahzada E Maula Ali, Dua E Sayyeda Fatimah Zahra, Biradar E Hasnain Karimain Wa Sayyeda Zainab O Umme Kulsoom , Qamar E Bani Hashim, Lakhte Jigar E Fatimah Binte Hizam, Fakhre Panjatan , Shahenshah-e-Wafa, Saqqa-e-Ahl-e-Haram, Abdul Swaleh,Babul Hawaij, Babul Murad, Saani Haidar,Afzal us Shohda, Khoone Abu Talib,As Saqi, Baab Ul Hussain, Alamdar E Karbala, Kuwwat E Maula Hussain, Chacha E Sakina, Abul Fadal, Sayyeduna Imam Maula Abbas Ghazi Alamdar Ibne Imam_Ali Alaihisalam 👑 Jashn_E_Wiladat_E_Ba_Saadat Tamam Aalame Islam Tamam Aalameen Aur Ahle Bait Paak Ke Chahne Walon Ko Bahot Bahot Mubarak Ho 🌹💟💐🎉🎆 Short Introduction ♥️_______ 🌹Name : Abbas Alaihisalam 🌹Titles : Abul Fazal (Father of Virtue), Qamar_E_Bani_Hashim ( Moon of the Hashimites), Al_Saqi (The provider of water), Alamdar ( Flag/Standard bearer), Shahenshah_E_Wafa (King of Loyalty), Bab_Ul_Hussain (Door to Hussein),, Bab_Ul_Hawaij, The door to fulfilling needs Afzalul_Shohda ( Most superior martyr), Abu_Qurba ( The owner of the skin of water), Kuwwat_E_Hussain as( Strength of Hussein), 🌹Kuniyyat : Abul Fadal 🌹Father : Ali ibn Abi Talib Alaihisalam 🌹Mother : Fatima bint Hazam S. A 🌹Born : Shaban 4, 26 AH, May 15, 647 Medina, Hejaz Saudi Arabia 🌹Age : 33 🌹Death : 10th Muharram 61 AH 10th October 680. Karbala, Iraq 🌹Cause of Death : Martyrdom in the Battle of Karbala. 🌹Resting Place : Rauza E Abbas Karbala, Iraq _________ . . . . . . Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞 Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #Ya Rasoolallah ﷺ ❤️ #हजरत अली #labbaik ya hussain #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
10.8K views
2 months ago
28th Rajab Aagaz E Safar E Karbala Safar E Ishq Madina To Makkah and After Karbala _________ Safar E Imam Hussain Ka Kul Saman (1) 180 Ount (2) 126 Ghode (3) 35 Talware (4) 1 Alam Paak (5) 5 Zeerah (6 ) 31 Paani Ki Masken (7 ) 1 Jula E Ali Asghar E Masoom (8) Chand Dhalen Imam Hussain Alaihisalam Aur Aale Rasool ﷺ Ka Madina Se Makkah Aur Wahan Se Karbala Mai Azeem Qurbani Ke Baad Sayyeda Zainab E Kubra Salamullahi Alaiha Aur Imam Zainul Aabideen Alaihissalam Aur Ahle Bait Paak Alaihimusalam Karbala Se Shaam Aur Wahan Se Madina Tak Zindagi Ka Pehla Safar Deen E Khuda Ki Baqa Ke Liye 28th Rajab 60 Hijri Ko Is Safar Ka Aagaz Huwa. ________ 27th Rajab ki Raat RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam Makka se Apni Meraj (Allah ke Deedar) keliye rawana hue aur 28th Rajab ke Din Imam Hussain Alaihissalam Madina se Apni Meraj keliye rawana hue... اللَّهُمَّ الَعَن قَتَلة الحسينؐ وقَتَلة اولاد الحسينؐ وقَتَلة اصحاب الحسينؐ وقَتَلة انصار الحسينؐ ‏اَلسَّلامُ عَلَى الْحُسَیْنِ ، وَعَلٰى عَلِىِّ بْنِ الْحُسَیْنِ ، وَعَلىٰ اَوْلادِ الْحُسَیْنِ ، وَعَلىٰ اَصْحٰابِ الْحُسَیْن. Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞 . . . . . . Follow for More - Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #labbaik ya hussain #Ya Rasoolallah ﷺ ❤️ #हजरत अली #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
3.9K views
2 months ago
24th Rajab Youme Fateh Khaibar Mubarak ❤️💐 "Hazrat Salma bin Akwa RadiAllahu Anhu ek taweel Hadees me bayan karte hain ke Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne fir mujhe Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ko bulane keliye bheja aur Unko aashob chasm tha pas Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: Mai jhanda zarur biz-zarur us Shakhs ko dunga jo Allah aur Uske Rasool SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam se Muhabbat karta hoga ya Allah aur Uska Rasool SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam us se Muhabbat karte honge. Raawi bayan karte hain fir mai Maula Ali Alaihissalam ke paas aaya aur Unko Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke paas le aaya is haal me ke Wo aashob chasm me mubtala they. Pas Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Apna Luaab-e-Dahan Unki Aankhon me daala to wo thik hogaye. Aur fir unhe jhanda ata kiya. Maula Ali al Murtaza ke muqable me Marhab (sabse taqatwar jangzu) nikla aur kehna laga: Kad alimta Khaybaru anni Marhab Shaakis silahi batalun mujarrab Ilzal huroobu aqbalat talahhab "Tehqeeq Khaybar janta hai ke beshak mai Marhab hun aur ye ke mai har waqt hathiyar zada hota hun aur ek tajurbekar jangju hun aur jab jange hotin hain to wo bhadak uthta hai." Pas Maula Ali Alaihissalam ne farmaya: Analazi Sammatni Ummi Haidar, Kalaysa gabaatin karihil manzar, U feehemu bis saayi kailas sandar, "Mai Wo Shakhs hun jiska naam Uski Maa ne Haidar rakha hai aur Mai jangal ke us sher ki manind hun jo ek haibat naak manzar ka haamil ho, ya unke darmiyan ek paimano me ek bada paimana." Raawi bayan karte hain fir Sayyeduna Maula Ali Alaihissalam ne marhab ke sar par zarb lagayi aur us (mashhoor taqatwar jangzu ko ek he hamle me) qatl kardiya fir fatah Aap Alaihissalam ke Haathon hui." Sahih Muslim, 3/1441, Hadees no. 1807 Kanzul Mattalib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-Mussalam Sahabi Hazrat Jabir RadiAllahu Anhu farmate hain ke hum 40 log they aur sab milkar bhi us darwaze(Jisey Hazrat Ali Alaihissalam ne tanha ukheda tha) ko na utha sake!!.. Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadiw wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim Follow for More - Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #हजरत अली #Ya Rasoolallah ﷺ ❤️ #labbaik ya hussain #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
976 views
2 months ago
The newly renovated golden gate revealed at the Holy Shrine of Imam Ali Alaihisalam after years of construction. #Najaf, #Iraq. Iftetah E Marqazi Darwaza E Baab Ul Madina Tul Ilm Imam Ali Alaihisalam Najaf Al Ashraf Iraq. Assalamu Alaika Ya Ameer Ul Mumineen Khalifa Tul Muslimeen Baab Ul Madinah Tul Ilm Akhi E Mustafa Zauj E Sayyeda Fatimah, Walid E Hasnain O Zainab E Kubra, Shere Khuda Fateh E Khaibar Damad E Payambar Asadullahil Ghalib Sayyedina WA Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam ❤️ . . . . . . . Follow For More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #❤️अस्सलामु अलैकुम #हजरत अली #labbaik ya hussain #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
4.3K views
3 months ago
The newly renovated golden gate revealed at the Holy Shrine of Imam Ali Alaihisalam after years of construction. #Najaf, #Iraq. Iftetah E Marqazi Darwaza E Baab Ul Madina Tul Ilm Imam Ali Alaihisalam Najaf Al Ashraf Iraq. Assalamu Alaika Ya Ameer Ul Mumineen Khalifa Tul Muslimeen Baab Ul Madinah Tul Ilm Akhi E Mustafa Zauj E Sayyeda Fatimah, Walid E Hasnain O Zainab E Kubra, Shere Khuda Fateh E Khaibar Damad E Payambar Asadullahil Ghalib Sayyedina WA Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam ❤️ #हजरत अली #labbaik ya hussain #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम #🤲अल्लाह हु अक़बर
⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
1.1K views
3 months ago
Short Introduction 🌹Name : Sayyeda Zainab Salamullahi Alaiha 🌹Titles : Al Aqila e Bani Hashim, Ummul Masaib, Khatiba, Naqiba, Aalimah E Gair E Muallima, Siddiqa E Sugra, Saani E Zahra, 🌹Kunya : Al Hawraa’ 🌹Father : Ali ibn Abi Talib Alaihisalam 🌹Mother : Sayyeda Fatimah Binte Muhammad ﷺ 🌹Born : Wednesday 5th Jamadiul Awwal , or 1 Shaban, 5 A.H. Madina Sharif, Hijaz Now Saudi Arabia. 🌹Age : 57 🌹Death : 15 Rajab, 62 AH, 30 March, 682 Damascus, Syria. 🌹Cause of Death : Wisaal 🌹Resting Place : Holy Shrine Al Zainabiya Damascus, Syria. 15 Rajab Youme Wisaal Fateh E Shaam Aale Rasoolﷺ, Aulad E Ali O Sayyeda Batool, Saani E Zahra, Shahzadi E Kaunain, Nawasi E Sayyedul Mursaleen, Ham Shabihe Sayyeda Khadijah Tul Kubra, Jigar Ghosa E Sayyeda Batool, Dukhtare Maula Ali Shere Khuda As, Hamsira E Hasnain E Karimain, Khawar E Hasan Hussain O Abbas Zauja E Janabe Abdullah, Madar E Oun O Muhammad As. Aqeela E Bani Hashim, Aalimah E Gair E Muallima,Naiba E Tajdar E Karbala, Ameeratil Shaam, Fateh E Shaam, Rooh E Islam, Mohsina E Islam, Siddiqa E Sugra, Naqiba, Adeeba, Khatiba, Tayyiba Tahira Aabida Zahida Pakiza Masooma Aalimah Sabira, Parasa, Jabl E Sabr , Ummul Masaeeb, Saani E Zahra Zeenat E Murzata, Sayyedatina Wa Maulatina 👑♥️ Sayyeda_Zainab_E_Kubra Salamullahi Alaiha Salawatullahi Alaiha♥️👑 Binte Imam Ali Ibne Abu Talib Alaihisalam . . . . . . . . . . Aaj 15th Rajab Ul Murajjab Ko Sayyeda Zainab E Kubra Salamullahi Alaiha Youme Wisaal Hai Al Fatiha. Allahumma Salle Ala Sayyedatina Zainab wa Ummiha wa Jaddiha wa Abeeha wa Akhwaahina wa Ba'aleeha wa Baneeha wa Baarik wa Sallim. 💞 Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞 Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर #हजरत अली #labbaik ya hussain #Ya Rasoolallah ﷺ ❤️