Ya Allah 🤲
Agar ye raat Laylatul Qadr ho…
toh hamare gunahon ko maaf farma de.
Hamare dilon ko hidayat aur sukoon ata farma.
Hamare walidain par apni rehmat barsa,
aur hamare gharon ko barkat se bhar de.
Jo log pareshani, gham aur mushkil mein hain
unhe aasani aur sukoon naseeb farma.
Hamari zindagi ko apni rehmat se roshan kar de
aur hamari aakhirat ko jannat se saja de.
Ameen 🤍
#LAYLATUL QADR POSTS ✨ Ya Allah Hamaari Duaein Qabool Furma Aur Hamaari Zindagi Mai Sukoon Aata kr
(Aameen)...!या अल्लाह, रमज़ान रुखसत होने से पहले हम सबके हर गुनाह को माफ़ कर दें।
आमीन🤲
Aye ALLAH Hame Tamam Aafaton Aur Musibaton Se Hifazat Farma Aur Hame Shukar Guzar Bandon Me Shamil Farma Aur Hum Sabko Nek Hidayat Aata Farma
Ameen Summa Ameen
00:53

