ShareChat
click to see wallet page
search
Jummah Tul Widaa 5th Jummah Mubarak Of #Ramazan 2026 💖🌹💐 Maula Ali al Murtaza KarramAllahu Wajhahul Kareem se marfooan riwayat hai ke RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Irshad farmaya: "Mujhpar Salaam bheja karo beshaq tum jaha kahi bhi ho tumhara Salaam Mujhe pahunch jaata hai!" Ajolaani, Kashful khifa, 2/32, Hadees 1602 Hazrat Anas RadiAllahu Anhu se riwayat ke Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya ke: "Jo shakhs ek din me Mujhpar 1000 martaba Durood bhejta hai, us waqt tak usey maut nahi aayegi jab tak wo Jannat me apna thikana na dekhle!" Manzari, At-Targeeb wat-Tarheeb, 2/328, Hadees # 2379 Aswalatu was-Salaamu Alaika Ya Sayyedi Ya RasoolAllah wa Ala Aalika wa Azwajika wa Zurriyatika wa Ashabika Ya Sayyedi Ya HabibAllah Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadi Nin Nabiyyil Ummiyyil Habibil Aalil Qadril Azeemil Jaahi wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim 💞 Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞 اللّٰهُمَّ صَلِّ عَلَی مُحَمَّدٍ وَعَلَی آلِ مُحَمَّدٍ کَمَا صَلَّيْتَ عَلَی إِبْرَهِيمَ وَعَلَی آلِ إِبْرَهِيمَ إِنَّکَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ، اللّٰهُمَّ بَارِکْ عَلَی مُحَمَّدٍ وَعَلَی آلِ مُحَمَّدٍ کَمَا بَارَکْتَ عَلَی إِبْرَهِيمَ وَعَلَی آلِ إِبْرَهِيمَ إِنَّکَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ. . . . . Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #JummahMubarak #RamazanMubarak #EidMubarak #🕋जुम्मा मुबारक🤲 #🕌मस्जिद 🤲 #🤲 इबादत #🤲 दुआएं #🤲इस्लाम की प्यारी बातें
🕋जुम्मा मुबारक🤲 - ShareChat
00:53