" #FIDAKE_ABI_WA_UMMI_YA_FATIMAH! "
"Fatimah Tujhpe Mere Baap Qurban!"
؛
Sayyeda-e-Kainat ki Azmat, Muqaam o Martabe ka andaza lagane keliye bus ek Hadees kaafi hai.
Puri Kainat jab Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam se kuch puchna ya arz karna ho to pehle kehti "Fidaka Ummi wa Abi Ya RasoolAllah"
Ya RasoolAllah mere maa baap Aap par Qurban.
Ye kehkar aage jo bhi arz karna ho wo karte.
Lekin Jab Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam Apni Lakhte Jigar Se Kuch Kehte to Sayyeduna Farooq-e-Aazam aur Hazrat Abdullah ibne Umar RadiAllahu Anhuma riwayat karte hain ke Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam Farmate:
" FIDAKE_ABI_WA_UMMI_YA_FATIMAH! "
"Fatimah Tujhpe Mere Baap Qurban!"
[Hakim, al-Mustadrak (3:170#4740)
2. Ibn Hibban, as-Sahih (2:470, 471#696)
3. Haythami, Mawarid-uz-zaman (p. 631#2540)]
___________________♥️___________________
“Hazrat Miswar Bin Makhramah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :
BeShak Fatimah Meri Beti Hai, Jis Chiz Se Ise Khushi Hoti Hai Us Chiz Se Mujhe Bhi Khushi Hoti Hai Aur Jis Use Taklif Pahunchti Hai Us Chiz Se Mujhe Bhi Taklif Pahunchti Hai.”
Is Hadith Ko Imam Hakim Aur Ahmad Ne Riwayat Kiya Hai.
–
[Hakim Fi Al-Mustadrak, 03/168, Raqam-4734,
Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 04/332,
Ahmad Bin Hanbal Fi Faza’il-us-Sahabah, 02/765, Raqam-1347,
Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 05/362, Raqam-2956,
Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 20/25, Raqam-30,
Aboo Nu’aym Fi Hilyat-ul-Awliya’, 03/206,
Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id, 09/203,
Ghayat-ul-Ijabah Fi Manaqib-il-Qarabah,/79, Raqam-73.]
___________________♥️___________________
Sayyeda Aaisha Siddiqa Salamullahi Alaiha ka Aylan hai:
"Ma Ra'aita Qatta Afzala min Fatimata gaira Abeeha!"
"Maine Fatimah se Afzal Unke Baba ke alawa kisi shakhs ko nahi dekha!"
Yaani Afzalul Noor wa Bashar Ba'adaz Anbiya Bit-Tehqeeq: Hazrat-e-Sayyeda Zaheda Tayyeba Tahira, Sayyeda Fatimah tuz Zahra Salamullahi Alaiha wa Ala Abeeha wa Ahle Baytiha Hain!
SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam
-Tabarani, Majma-ul-awsat 3:137 2721
Haythami, Majma-uz-zawaid 19:201 me kaha ke isey
Tabarani aur Abu Ya'ala ne riwayat kiya hai aur iske rijaal Sahih hain
Shawkani, Darr-us-Sahabah fee Manaqib al-Qarabah was-Sahabah, p.277 24
Assalam Ya Sayyeda Binte Rasoolﷺ
Assalam Ya Fatemah Zahra Batool س
Allahumma Salle Ala Sayyedatina Fatimah wa Ala Abeeha wa Ummiha wa Ba'aleeha wa Baneeha wa Ahle Baytiha wa Baarik wa Sallim.💞
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammad wa Ala Sayyedina Aliyyuw wa Sayyedatina Fatimah wa Sayyedatina Khadijah wa Sayyedatina Zainab wa Sayyedina Hasan wa Sayyedina Hussain wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim 💞
Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞
Allahumma Salli Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed💞
.
.
.
Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #🤲अल्लाह हु अक़बर #🌙इस्लाम धर्म🕌 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲क़ुरान शरीफ़📗


