जमींदार जा8ni 😊🤗
Wish u happy birthday meri jaan....🌹🎀🥰 Aaj ka din mere liye utna hi special hai jitni tum ho.🧿🌈 Tum meri Life ka bahut khubsurat hinsa ho🫀🤝tumre sath baat Krna hnsna 😆chhoti chhoti baate share Krna mujhhe bahut acha lgta hai🌷🎀🧿🥰wo alg baat hai main tere sath kuchh bhi sahre nahi krti😜 tumhra meri care Krna 🫶🏻🌹😘 hamesha support dena mujhhe 😎🌹👍🏻acha lgta wo alg baat aa tu busy insaan ho kuchh krti hi nahi😜😏 fir bhi teri baate ❤️ dil ko sukoon deti hai🫶🏻🌹 etna aalsh Krna thik nahi babu kuchh to kro life k 30..35 saal ase hi gujar diye 😏mere ko fassa k kaminiyo khud sara sukoon liye baithi ho😏 kisi ki jindgi tabah krne ki umr nikl rhi babu jaldi se koi krm kamd kr😜🥰 bday pr ye ek gift to mere liye bhi bnta hai 🎁 🙈babu main bor ho rhi hu 😜 jaan ab roj baate to nahi ho pati🙊pr ye dosty ki yaade hi roj tum sab ka khiya dialti rahti hai 🥰meri life k khubsut part radhe rani 🙏🏻tum pr hmesha kirpa bnaye rakhe🥰❤️ baat ho na ho milna milna ho na ho bs tum khush raho kamyabi ki sidhi chadti raho 🫶🏻🥰rab tume her khushi bakhse kyu ki tum kabil ho her ek chahat k🌹❤️🎀🌈🫀🌷🥰🍫🫅🏻jada to main likh na saku tumre liye jo jajbaat hai khiyal hai duaa hai unhe kagaj 📝pr utarna mere ko nahi aata bs etna kahu jaise hajro sdde falo ki tokri se nikal kr ek acha fal k khana wase mujhhe tum🫅🏻 lakho ki bhid me ek nek dil pyara sa fal mile ho🥰😍 jiski chaht duniya me her insan krta hai pr milta mere jaise kisi khubnseeb ko hi hai❤️🥰 happy birthday jaan 🎂🎉 sirf aaj ka hi din nahi roj ka nya din tumre liye aaj se jada khubsurat ho🤲🏻🧿radhe rani bless u mere babu 🙈umhaaaaaaaa😘 @🇮🇳Miss Chocolate🇮🇳 #🤗तेरा मेरा रिश्ता #💐बधाई अर शुभकामनाएं #😍 दिल के जज्बात #👫 दोस्ती-यारी