Rubal Ashok Soma (Kartik
606 views • 1 months ago
Chauthe Navratri ki Mata 🙏 *Chautha Navratra - Maa Kushmanda Devi* Maa Kushmanda ko brahmand ki rachna karne wali Devi mana jata hai, inke haath me kalash, chakra, gada, kamal hai. Inka ashirwad se sab kasht door hote hain. Inko Malpua ka bhog sabse priya hai. Jai Mata Di bolo! #🙏ਮਾਤਾ ਕੁਸ਼ਮਾਂਡਾ🏵️ #🔱 ਨਰਾਤੇ ਸਪੈਸ਼ਲ ਸਟੇਟਸ 😍 #🔱ਚੌਥੇ ਨਰਾਤੇ ਦੀਆਂ ਸ਼ੁੱਭਕਾਮਨਾਵਾਂ🏵️ #🙏 ਜੈ ਮਾਤਾ ਦੀ #trending
16 shares