Pdt. Rohan Sharma
Yantra Dharak Shree Hanuman Sidhi Dhaam Presents 🙏
🌺 Aaj Ka Suvichaar – Bhagwan Kalki Jayanti Special 🌺
Bhagwan Kalki Dev dharm ki punarsthapana aur adharm ke vinash ke divya swaroop maane jaate hain। 🚩✨
Aaj ke is vishesh suvichaar mein janiye ki sachchai, dharm, achhe karm aur Bhagwan par vishwas hamare jeevan ko kis tarah sakaratmak bana sakte hain। 🙏
🌸 Bhagwan Kalki Dev ki kripa sadaiv aap aur aapke parivaar par bani rahe।
#🙏🏻आध्यात्मिकता😇 #🕉️सनातन धर्म🚩
🚩 Jai Kalki Dev | Jai Shree Ram | Jai Bajrangbali 🚩