Kya ek ladki ko ye bhi batana padega ki woh bike par kaise baithe, phone use kare ya na kare, aur apni zindagi kaise jiye? Khap panchayaton ke naam par mahilaon ki personal freedom aur choices par lagayi jaane wali bandishon par ye Haryanvi rap ek seedha sawaal uthata hai: Kiska hukm chalega — mahila ki apni marzi ya samaj ke farmaan? Izzat bandish mein nahi, barabari aur azaadi mein hai. Aapki kya rai hai? Bataiye.🤔? ##KiskaHukmChalega#KhapPanchayat #HaryanviRap#MahilaAdhikar #NariAzadi ##WomenRights #Patriarchy #HaryanviSong #SocialAwareness #CoupleComrade #rap song #for social awareness
11 shares

More like this