𝄞●❥ماشاءاللہ لا حول ولا قوۃ الا باللہ●❥●❥𝄞⋆⃝•
Dua... wo dastak hai jo Allah ke dar par lagatar lagani padti hai 🤍
Ho sakta hai pehli dastak par darwaza na khule...
Dusri par bhi na khule...
Lekin yaad rakhna, Allah ke yahan der hai, andher nahi 🥹
Jis Rab ke dar se koi khaali haath nahi lauta,
Wo tumhari dastak ko kaise nazar-andaz kar dega? ✨
Aaj Maghrib ke baad bas 2 minute nikaal kar dil se ek dua maango...
Aur phir dekho kaise sukoon milta hai 🤲🏻
Kiski dua kabool hone wali hai? Comment "Ameen" likh kar gawahi do
Tumhari "Ameen" kisi ki zindagi badal sakti hai 🕊️
Ye post uss thake hue insaan tak pahunchado jo dua maangna chhod chuka hai
Share karke uska darwaza khatkhatado #❤❤بیشک شوبہان اللہ❤❤