Dua... wo dastak hai jo Allah ke dar par lagatar lagani padti hai 🤍 Ho sakta hai pehli dastak par darwaza na khule... Dusri par bhi na khule... Lekin yaad rakhna, Allah ke yahan der hai, andher nahi 🥹 Jis Rab ke dar se koi khaali haath nahi lauta, Wo tumhari dastak ko kaise nazar-andaz kar dega? ✨ Aaj Maghrib ke baad bas 2 minute nikaal kar dil se ek dua maango... Aur phir dekho kaise sukoon milta hai 🤲🏻 Kiski dua kabool hone wali hai? Comment "Ameen" likh kar gawahi do Tumhari "Ameen" kisi ki zindagi badal sakti hai 🕊️ Ye post uss thake hue insaan tak pahunchado jo dua maangna chhod chuka hai Share karke uska darwaza khatkhatado #❤❤بیشک شوبہان اللہ❤❤
26 likes
16 shares

More like this