WAY TO JANNAH
754 views 16 days ago
#Quran ✒️ 𝐖𝐚𝐲 𝐓𝐨 𝐉𝐚𝐧𝐧𝐚𝐡 Islamic Knowledge Challenge (Quiz) 🌹 `ఇప్పుడు క్విజ్ తెలుగు మరియు రోమన్ ఉర్దూ రెండు భాషల్లో నిర్వహించడం జరుగుతుంది` 🌙 Waqt qareeb aa gaya hai...! 🎉 Alhamdulillah... Hamare Islamic Knowledge Challenge (Quiz) ke aaghaz ka waqt qareeb aa gaya hai. 🌐 Quiz do zubaano mein hoga: ✅ Telugu ✅ Roman Urdu 📲 Peer se Hafta tak – Rozana Sawaalaat (Practice Test) 📝 Itwaar – Weekly Quiz 🎊 Har Maheene ke Aakhri Itwaar – GRAND TEST 📚 Har maheene ek naya mauzoo... 🏆 Har maheene ek naya fatah yafta... 🤲 Har roz kuch naya seekhne ka mauqa... 🥇 Har maheene pehla inaam ₹1000/- 🎖️ Aur us ke baad ki positions haasil karne walon ke liye bhi bohot se dilchasp inaamaat. 📊 Weekly Quiz Report mein Leader Board display kiya jayega, aur Accuracy aur Speed ki bunyaad par Grand Test mein bhi inaamaat diye jayenge. 📢 31 July se shuru! In Sha Allah ✒️ Yeh sirf ek Quiz nahi... balkeh seekhne ka ek naya tajurba hai! 🤲🏻 "Ae Allah! Main Tujh se nafa dene wala ilm, paak rozi aur maqbool amal ka sawaal karta hoon." 📚 (Sunan Ibn Majah: 925) 📱🛑 Neeche Quiz Group ka link diya gaya hai abhi link pe click karke jaldi join ho jaiye👇 https://chat.whatsapp.com/F8rVO0OAF1p8LyFXauR0GO
14 likes
14 shares

More like this