Maheshwar Rao
654 views • 3 days ago
#happy #happy birth #happy birthday # शुभकामनाएं 🥰 #meri dua hai ke khush raho tum,
mile na koi ghum jahan bhi raho tum,
samandar ki tarah dil hai gehra tumhara,
khushioun sa bhara rahe daman tumhara,
tum jo kaho woh har khawahish poori ho tumhari,
khuda se bus yahi dua hai hamari,
tohfa kya doon tumhain duaoun ke siwa,
ke khuda rahe tum se raazi sadaa.
happy birthda dear.. 🍰 🥂jaan
9 likes
13 shares