ShareChat
click to see wallet page

Ya Allah 🤲 Jo roze humne rakhe hain unhe apni bargah mein qubool farma aur hamari khamosh duaon ko bhi sun le. Ameen: ٱلْحَمْدُ لِلَّٰهِ😊🤲🏻Lailatul Qadr Ki Dua: Hazrat Aisha R.A Se Riwayat Hai Maine Pucha Ya RasoolAllah(ﷺ) Agar Main Lailatul Qadr Paalun To Konsi Dua Parhun? RasoolAllah(ﷺ) Ne Farmaya: اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي 'Allahumma Innaka Afuwwun Tuhibbul Afwa Fa'fu Anni Ya Allah Tu Maaf Farmane Wala Hai, Maaf Karna Pasand Karta Hai, Lihaza Mujhe Maaf Farma. (Sunan Ibn Majah)✨ Ramadan ke aakhri 10 raat… sabse zyada qeemti raatain! Agar aaj raat aap dua karenge, to shayad yehi Lailatul Qadr ho sakti hai… Woh raat jo 1000 mahino se bhi zyada behtar hai. Ya Allah 🤲 Humein aur hamare walidain ko maaf farma, Hamare rozo aur ibadat ko qabool farma, Aur humein Lailatul Qadr ki barkat naseeb farma.Ya Allah Hamaari Duaein Qabool Furma Aur Hamaari Zindagi Mai Sukoon Aata kr (Aameen)...!या अल्लाह, रमज़ान रुखसत होने से पहले हम सबके हर गुनाह को माफ़ कर दें। आमीन🤲😔 #🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲 Aye ALLAH Hame Tamam Aafaton Aur Musibaton Se Hifazat Farma Aur Hame Shukar Guzar Bandon Me Shamil Farma Aur Hum Sabko Nek Hidayat Aata Farma Ameen Summa Ameen 🤲🏻

560 ने देखा
4 घंटे पहले