meri duaa par kun farma do mujhe wo ata kar do jiski duaa mai har namaz mai har wakt karti hu ammen
اللہ اُس دل کو کبھی اپنے کُن سے محروم نہیں رکھتا جو ٹوٹ کر بھی وقتِ تہجد اللہ کو منانا نہیں چھوڑتا۔ ❤️ الحمدللہ
بیشک بالکلAlvida Ramadan 🌙
Ya Allah 🤲
Agar is Ramadan mein
hamari ibadat kam reh gayi ho
toh apni rehmat se qubool farma.
Jo gunah humse jaankar hue
aur jo anjaane mein ho gaye…
sab ko maaf farma de.
Is Ramadan ko hamare liye
maghfirat aur najat ka zariya bana de.
Hamare walidain, ghar walon
aur doston par apni rehmat ka saya rakh.
Aur hume agla Ramadan bhi
imaan aur sehat ke saath naseeb farma.
Ameen 🤍
.
.
.
#muslim #ramadan #ramzan #love #life #alvidamaheramzan #🤲آمین ثم آمین یارب العالمین 🤲