ShareChat
click to see wallet page

17th Ramazan 1389th Youme_Wisaal Zauja E Rasool E Khuda, Habibati HabibAllah , Siddiqa Binte Siddiq, Ummul Momineen, Muftiya E Aazam, Aalima, Aaqila, Tayyiba, Tahira, Fazila, Mutqiya, Aabida, Faqiha, Aqila, Zahida, Fahima,Adeeba, Khatiba, Sayyeda_Aaisha_Siddiqa 👑 Salamullahi Alaiha RadiAllahu Ta'ala Anha Binte Abu Bakr Siddiq RadiAllahu Ta'ala Anhu ♥️___ 🌹Name : Aaisha Siddiqa S.a 🌹Titles : Mehboobati Mehboob E Khuda, Ummul Momineen, Muftiya E Aazam, Aalima, Aaqila, Tayyiba, Tahira, Fazila, Mutqiya, Aabida, Faqiha, Aqila Zahida, Fahima, 🌹Husband : Sayyedul Mursalin Muhammad Mustafa ﷺ. 🌹Father : Abdullah Ibn Abi Quhafa Abu Bakr Siddiq R. A 🌹Mother : Umm Ruman R. A 🌹Born : Shawwal 9 B. H. July 613/614 CE Makkah, Hejaz, Saudi Arabia 🌹Age : 64 🌹Death : Tuesday, 17th Ramazan 58 AH, 13 July 678 AD. Madina Hijaz, Saudi Arabia. 🌹Cause of Death : Martyrdom or Wisaal 🌹Resting Place : Jannat Ul baqi, Madina Hijaz, Now Saudi Arabia. ♥️___ Aaj Yani 17th Ramazan 1447 Ko 1389th Urs E Paak Youme_Wisaal Ummul Momineen Sayyidah Ayesha Siddiqa Salaamullahi Alaiha Hai Apki Shaan Mein Qur'an Qaseedah Padhta Hai Apki Taharat o Pakizgi Ki Gawahi Allah Qur'an Mein Deta Hai Ek Nahi Do Nahi Lagatar 17 Ayatein Mubarak Sureh Noor Ki Apki Pakiza Ko Bayan Karne Nazil Karta Hai. Aap Mehbooba E Mehboob E Khuda Ho . Ahle Islaam Ki Maadarane Shafeeq Baanuvane Tahaarat Pe Laakh'on Salaam Binte Siddeeq Araam E Jaan E Nabi Us Hareem E Bara-at Pe Laakh'on Salaam Yaani Hai Sura E Noor Jinki Gawah Unki PurNoor Surat Pe Laakh'on Salaam Aap Salamullahi Alaiha ki Bargah me Khiraj-e-Aqeedat pesh karen Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen Allahumma Salli ala Muhammadin-Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahli Baytihi, kama Swal-laita ala Ibrahima Innaka Hamidum Majid💞 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤗रमजान स्पेशल😍🤝 #🤲अल्लाह हु अक़बर

686 ने देखा
2 दिन पहले