Ya Allah 🤲
Jo roze humne rakhe hain unhe apni bargah mein qubool farma
aur hamari khamosh duaon ko bhi sun le. Ameen🤲🏻🥺Ramadan Aaisa Mahina hai
Hame ALLAH ke karib Rakhta hai Har Ghar me barkat hoti hai
ALLAH Hame Hamesha aisa hi Ibadat Gujar bna ke Rakhe Shukr ALHUMDULILLAH 🤲🏻Alvida Ramadan 🌙
Ya Allah 🤲
Agar is Ramadan mein
hamari ibadat kam reh gayi ho
toh apni rehmat se qubool farma.
Jo gunah humse jaankar hue
aur jo anjaane mein ho gaye…
sab ko maaf farma de.
Is Ramadan ko hamare liye
maghfirat aur najat ka zariya bana de.
Hamare walidain, ghar walon
aur doston par apni rehmat ka saya rakh.
Aur hume agla Ramadan bhi
imaan aur sehat ke saath naseeb farma.
Ameen 🤍
.
.
.
#muslim #ramadan 🥺jab Gujar jayenge maah 11 Teri amad ka phir sor hoga pr kay Bharosa meri zindagi ka alvida alvida mahe #Alwida Mahe Rmzaan 😔 #❤❤بیشک شوبہان اللہ❤❤