ShareChat
click to see wallet page

#jummah mubarak🤲 #Alwida Mahe Rmzaan 😔 Pata hi nahi chulta Ramzaan ka paak mahina kaise guzar jata hai Abhi to pehli sehri thi, aur ab dheere-dheere aakhri din aa rahe hain. Allah se dua hai hamari ibadat qubool ho. 🤲🌙🕊️🌟🌠 meri duaa par kun farma do mujhe wo ata kar do jiski duaa mai har namaz mai har wakt karti hu ammen Hame chodh kar chala ramzan 🥺🥺🥺🥺 . .

961 ने देखा
16 दिन पहले