Jab insan apne Rabb pr is kadar Bharosa kar Leta hai ke uske ilawa koi bhi uski Zarurat puri krne wala nhi To ALLHA bhi apne Bande ko Mayus nhi karata...lllTere “Kun” par yaqeen rakh kar, Mola…
maine har haal mein muskurana seekh liya 🤍✨
Jis Rab ka ek hukm kafi ho,
us par bharosa ho to toofan bhi kamzor lagte hain.
Agar aap bhi Allah ke “Kun” par yaqeen rakhte hain to “Alhamdulillah” likhein 🤍
Save karein taake mushkil waqt mein muskurahat yaad rahe.
#kunfayakun #🕋जुम्मा मुबारक🤲