10th Rabi Ul Aakhir Youme Wisaal Ursh Mubarak
Aale Rasool (ﷺ) Aulad E Ali O Sayyeda Batool, Noor E Panjatan, Kareema E Ahle Bait Paak, Aqsh E Sayyeda Zainab E Kubra S. A ,
Shahzadi E Imam Musa Kazim Alaihisalam,
Hamsira E Imam Ali Raza , Tayyiba Tahira Parasa Hamida Masooma Sayyeda Fatimah Masooma E Qom👑 Salamullahi Alaiha Binte Imam Musa Kazim Alaihisalam
_❤️
🌹Name : Sayyeda Fatimah Sa
🌹Titles : Masooma (Masooma-e-Qom), Tahira, al-Hamida
🌹Father : Imam Moosa-e-Kazim(a.s.) - the 7th Holy Imam A. S
🌹Mother : Ummul-Baneen Bibi Najma Maghrbiyyah S. A
🌹Born : 1st Zi-Qadah 183 or 173 AH, 21 March 790 AD at Madina.
🌹Age : 18.
🌹Death : 4th Rabi Ul Awwal or 10th Rabi-us-Sani 201AH, 7 November or 22nd March 816 , at Qom, Iran.
🌹Cause of Death : Wisaal
🌹Resting Place : Qom, Iran.
_❤️
Name : Apka Naam Sayyeda Fatimah Salamullahi Alaiha Hai.
Laqab : Aap Ke Alqab Masooma, Hamida, Rashida, Tahira Aur Masooma E Qom Hai.
Wiladat : Aapki Wiladat 1st Zil Qaddah 183 Hijri, 21 March 790 A. D. Madina Tayyiba Mai Huwi.
Walidain : Aapke Walid E Majid Sayyeduna Imam Musa Kazim Alaihissalam Aur Walida Majida Bibi Najma Khatun Hain Imam Ali Raza Alaihisalam Aapke Bhai Hain.
Aap bhut hi Aali Mouqaam hasti hain Jinke bareme Hazrat Shahe Naqshband Rehmatullah Alaih ke Khalifa Hazrat Khwaja Parsa Rehmatullah Alaih ne likha ke
"Jisne ne bhi Inki Bargah me hazri di uski Bakshish hogayi!" SubhanAllah.
Wisaal : Aapka Wisaal 10th Rabi-us-Sani 201 Hijri , 7 November 816 Ko Qom Iran. Mai Huwa.
Aaj Sayyeda Fatimah Masooma E Qum Salamullahi Alaiha Ka Youme Wisaal Hai.
Al Fatiha.
Allahumma Salli Ala Sayyedina Muhammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed 💞 #labbaik ya hussain #🤲अल्लाह हु अक़बर #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम