10th Rabi Us Saani Youme Wiladat #Mubarak #Birthday
Aale Rasoolﷺ, Aulad E Ali O Fatema Batool, Noor E Nazar E Hasnain Karimain,
Farzand E Imam Ali Al Naqi, Imam Ahle Sunnat, 11th Imam E Ahle Bait,Imam Ul Muslimeen , Sayyed Ul Ashfiya, Sultan Ul Wilayat, Imam Ul Muslimeen Hazrat Sayyeduna 👑 #ImamHasan Al Askari 👑 Ibne Ali Ibne Muhammad Alaihisalam
Short Introduction
♥️_
🌹Name : Hasan
🌹Titles : al-Askari
🌹Kunyat : Abu Muhammad, Ibn al-Ridha
🌹Father : Ali ibn Muhammad al-Hadi al-Naqi Alaihisalam
🌹Mother : Saleel R. A.
🌹Born : 10th Or 8th Rabi’ al-Thani, Friday 232 AH. 6 December 846 AD.
🌹Period of Imamat : 6 years.
🌹Age : 28.
🌹Imam : 11th.
🌹Death : 8th, Rabi’ al-Awwal, 260 AH/874 CE,
🌹Cause of Death : after being poisoned by the Abbasid Caliph al-Mu’tamad.
🌹Resting Place : Samarra, Iraq.
♥️_
Aap ki wilaadat 10 Rabi uṡ Ṡaani 232 Hijri Ko Madina Sharif Mai hui.
Pariwaar :
Aap ka nikaah Nargis khaatoon binte Yushu se hua.
Aap ke Shahzad E Sayyed Ali Akbar hain.
Aap Aimmah e ahle bait ke 11we Imaam hain.
Aap ko Ghauṡiyat e kubra ka martaba mila hai aur aap ke baad ye martaba Ghauṡ e aazam Hazrat Shaikh Abdul Qaadir Jeelaani RadiAllahu Taala Anhu ko mila aur un ke baad ye Imaam Muhammad al-Mahdi Alaihisalam ko ye milega, tab tak Ghauṡ e aazam ki Ghausiyat e kubra ka zamaana rahega.
al-Mu’tamid ke zamaane me Aap ko zeher dekar shaheed kiya gaya.
Aap ka wisaal 8 Rabi ul Awwal 260 Hijri ko 28 saal ki umr me hua.
Aap ka mazaar Samarra (Iraq) Mai Marja E Khalaik hai.
Aaj Imam Hasan Al Askari Alaihisalam Ka Youme Wiladat Hai.
Allahumma Salle Ala Sayyedina #labbaik ya hussain #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #❤️अस्सलामु अलैकुम #🤲अल्लाह हु अक़बर Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed 💞