#🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #🤲अल्लाह हु अक़बर #🕌दरगाह #🌙इस्लाम धर्म🕌 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें Aaj Hi Ke Din 20-July-2018 Ko Karodo'n Dilon Ki Dhadkan Murshidul Ummah Sarkar Tajushshariah علیہ الرحمہ Hum Gulamo'n Ko Rota Bilakta Sisakta Chhod Jannat Rawana Huye
Aisa Peer Jisne Fitne Ke Daor Me Sakhti Se Shariat O Sunnat Par Amal Kiya Batil Ka Datt Kar Muqabla Kiya Sunniyon Ko Bahot Se Fitno Se Aagah Kiya Jinka Ehsan Hum Kabhi Nahi Bhool Sakte.
Aaj Apne Murshid E Kareem Ki Bargah Me Esale Sawab Ka Ahtimam kren.