telangana

innocent_viral
11.1K views
5 days ago
Telangana Assembly mein AIMIM ke saabiq Rukun-e-Assembly, Marhoom Syed Ahmed Pasha Quadri Sahab ko unki khidmat ke liye khiraj-e-aqeedat pesh ki gayi. #aimim #SyedAhmedPashaQuadri #khirajeaqeedat #telanganaassembly #hyderabad #🇮🇳قومی جانکاریاں📰 #telangana
innocent_viral
616 views
6 days ago
⚡️2026✅️✅️✅️ Hyderabad welcomes the rain 2025❌️ #hyderabad
innocent_viral
694 views
11 days ago
Mohammed Majid Hussain, MLA Nampally, ne First Lancer Eidgah mein hone wali Dawat-e-Iftar ke liye CCTV arrangements aur security bandobast ka khud jaiza liya. MLA sahab ne mukhtalif jagahon par lagaye ja rahe CCTV cameras ki locations aur monitoring system ko check kiya taake program ke dauran security aur intizamaat behtar tareeqe se manage kiye ja saken. 🎥 #telangana #iftarparty2026🌙❤️ ##majidhussain #mim #hyderabad #📿جمعہ کے دن درود🕌
innocent_viral
635 views
25 days ago
Hyderabad: AIMIM ke Zer-e-Ehtemaam Ramzan-Ul-Mubarak ke doosre Jummah (27 February) ko Halqa-e-Assembly Charminar mein waaqe Jama Masjid Chowk mein baad Namaz-e-Jummah "Jalsa Youm-Ul-Quran" mun'aqid hoga. Jisme Maulana Syed Zaheer Uddin Ali Sufi Quadri Sahab, Maulana Mufti Anwar Ahmed Quadri Sahab aur mera khususi khitab hoga. Aap tamaam logo'n se Kaseer taadaad mein shirkat ki guzarish ki jaati hai. #AIMIM #AsaduddinOwaisi #jalsaYoumulquran #ramadan2026 #hyderabad #🇮🇳قومی جانکاریاں📰 #🥰میرا سٹیٹس ❤️ #📿جمعہ کے دن درود🕌
innocent_viral
592 views
1 months ago
Tamaam Aalam-e-Islam ko Ramzan Mubarak. Allah Taala se dua hai ke is ba-barkat mahine mein humein zyada se zyada ibaadat aur nek aamaal karne ki taufeeq ata farmaye, aur hamari duao'n ko qubool farmaaye. Aameen! #AIMIM #AsaduddinOwaisi #ramzanmubarak #hyderabad
innocent_viral
2.4K views
1 months ago
विकसित भारत तभी बनेगा जब मुसलमानों के साथ इंसाफ़ होगा। #AIMIM #ViksitBharat #darussalamday #owaisi #darussalam #hyderabad #aimim68years
innocent_viral
604 views
1 months ago
आईपी गुप्ता साहब की समाज की लड़ाई हमारी भी लड़ाई होगी, हम हर नाइंसाफी के खिलाफ मजबूती से आवाज़ उठाएंगे। #AIMIM #AsaduddinOwaisi #darussalamday #owaisi #darussalam #hyderabad