Aadhar

Cyber Dost I4C
555 ने देखा
2 दिन पहले
Part 1 mein aapne dekha ki AEPS face authentication fraud ke through bina OTP aur card ke bhi bank account se paise nikale ja sakte hain Ab sawal hai - iss scam se bachna kaise hai? Yeh 2 steps turant follow karein 👇 1. Aadhaar Lock karein (mAadhaar app) Jab Aadhaar locked hota hai, toh koi bhi unauthorized authentication attempt fail ho jata hai - chahe scammer ke paas aapki photo hi kyun na ho 2. AEPS access check aur restrict karein Apne bank se confirm karein ki AEPS enabled hai ya nahi Agar use nahi karte, toh ise disable ya restrict karwana safer hai Jitni kam unnecessary access hogi, utna kam risk rahega Yeh steps simple lagte hain - lekin aapke account ko bade financial loss se bacha sakte hain Iss video ko apne family groups mein zaroor share karein - especially un logon ke saath jo digital fraud ke liye zyada vulnerable hain Watch Part 1: https://www.instagram.com/reel/DXoFBkvDv_N/ #🌐 राष्ट्रीय अपडेट #aadhaar #📹 वायरल वीडियो #news
Cyber Dost I4C
588 ने देखा
3 दिन पहले
Bina OTP, bina card - kya sach mein aapka bank account khali ho sakta hai? Aajkal scammers ek naya tareeka use kar rahe hain - AEPS (Aadhaar Enabled Payment System) Iss system mein Aadhaar number aur face authentication ke through transactions kiye ja sakte hain Problem tab shuru hoti hai jab isi system ka misuse hota hai Scammers aapki photo, chahe social media se ho ya kahin aur se, misuse karke AI ki madad se ek fake face create kar sakte hain Phir us fake identity ka use karke AEPS ke through aapke account se paise nikaale ja sakte hain। Iss process mein na aapko koi OTP aata hai, na call, na warning. Aapko tab pata chalta hai jab transaction ho chuka hota hai Yeh ek evolving fraud technique hai - aur isliye samajhna zaroori hai ki system ka misuse kaise ho raha hai ⚠️ Yeh Part 1 hai Part 2 mein dekhiye isse bachne ke practical steps #aadhaar #🌐 राष्ट्रीय अपडेट #📹 वायरल वीडियो #news #india
Cyber Dost I4C
595 ने देखा
6 दिन पहले
क्या आपका Aadhaar नंबर आपके बैंक खाते से जुड़ा है? तो सावधान रहें… AEPS (Aadhaar Enabled Payment System) और insurance के नाम पर ठगी तेजी से बढ़ रही है! इस हफ्ते Cyber Alert में होगा बड़ा खुलासा: • कैसे Aadhaar के जरिए बिना जानकारी पैसे निकाले जा रहे हैं • insurance policy, bonus और claim के नाम पर ठगी • fraud calls और agents कैसे बनाते हैं आपको शिकार • और सबसे ज़रूरी - इन scams से बचने के आसान तरीके 📺 देखना न भूलें Cyber Alert 🕙 आज रात 10 बजे 📍 DD News पर #🌐 राष्ट्रीय अपडेट #📹 वायरल वीडियो #aadhaar
Zuvo.official
534 ने देखा
8 दिन पहले
Aadhar और PAN कार्ड चेकलिस्ट 2026! 📄✅ अभी डाउनलोड करें ZUVO ऐप : https://junglee.app.link/Sharechat . . #zuvo#zuvoapp#Aadhar #pancard #documents #government #explore #explorepage #sharechat #exploring #explore #virelpost #views
Zuvo.official
500 ने देखा
28 दिन पहले
ZUVO ऐप पर सीखो आधार अपडेट करने की पूरी प्रक्रिया। करो ZUVO ऐप डाउनलोड करें: https://junglee.app.link/Sharechat #zuvo#zuvoapp#adharcard ###adharcard pan card se link #explore #explorepage #sharechat #exploring #explore #virelpost #views #Learning
Mukesh Jaiswal
658 ने देखा
2 महीने पहले
#🚀SC बूस्ट के साथ Views को सुपरचार्ज करें #🆕 ताजा अपडेट #📢 ताज़ा खबर 🗞️ #Aadhar Information News #Aadhar Aadhar card camp is being organised in which your mobile number will be updated in your Aadhar and Aadhar card of children up to 5 years of age will be made. Subscribe me for more information. #Aadharcard #Aadharcardmobilenumberchange #newaadharcard #originalvideo #viralvideo #realtalk #Aadharnews
Kailash Meena Dudu
587 ने देखा
3 महीने पहले
आधार में एड्रेस संबंधित जानकारी #kailashmeenadudu #adharcard #postoffice