AH Islamic🕋&Lifethought
973 views • 24 days ago
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh
Har mushkil zindagi ko bura nahi banati...
Kabhi Allah humein dua karna sikhata hai, kabhi sabr karna, kabhi apni ghalti maan kar maafi maangna, aur kabhi un baaton ko nazar andaaz karna jo dil ka sukoon cheen leti hain.🤍
Zindagi tab aasaan lagne lagti hai jab insaan har haal mein Allah par bharosa karna seekh leta hai.
Allah humein har imtihaan mein sabr, hikmat aur apni rehmat naseeb farmaye. Aameen.🤲
#🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर #Islamic maloomaat🕋 اسلامی معلومات #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋 #🌙इस्लाम धर्म🕌
13 likes
17 shares