🥺jab Gujar jayenge maah 11 Teri amad ka phir sor hoga pr kay Bharosa meri zindagi ka alvida alvida mahe Ramadan-🥹Lailatul Qadr Ki Dua:
Hazrat Aisha R.A Se Riwayat Hai Maine Pucha Ya RasoolAllah(ﷺ) Agar Main Lailatul Qadr Paalun To Konsi Dua Parhun?
RasoolAllah(ﷺ) Ne Farmaya:
اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي
'Allahumma Innaka Afuwwun Tuhibbul Afwa Fa'fu Anni
Ya Allah Tu Maaf Farmane Wala Hai, Maaf Karna Pasand Karta Hai, Lihaza Mujhe Maaf Farma.
(Sunan Ibn Majah) #ASHRA E MAGFIRAT.....🤲🥺