*** Ham tumhe Rote huye bhi dekhen hain ***
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
***............................Ciunils...........................***
Hame tumhaara dard mahsoos hota hai
Rote jab ho tum to aansoon hamaare bhi bahten hain
Ye sirf Dikhaawa nahi ham asal tumhaare liye hi jeetin hain
Tum se kah sake man mein yahi बड़बड़ातें हैं
Hamaari Soch jaisi hai waise ham dikha nahi paate
Jo hamaare man mein chaayi hai wo ham bata nahi paate
Agar Kuchh bhi Shaq thodi bhi ho ham chhupa nahi paate
Kabhi bahaane ho jaroori to bhi ham bana nahi paate
Mere iraade ese hain ki ham dono wo jaan na paaye
Kaash pta lag jaaye to kya baat hogi
Kaash dono saath ho jaye to
Ham Aur soch na paaye Na koi aur aaye
Agar esi hogi to kya baat hogi
♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
***..........................................Ciunils.........................................***
#Ciunils
#🌹प्यार के नगमे💖 #💝 इज़हार-ए-मोहब्बत #💔मरीज-ए-इश्क❤ #🖋कहानी: टूटे दिल की💔